Wahi Hain Raste Lyrics
Wahi Hain Raste Song Lyrics from Panga is the Latest Hindi song sing by Mohan Kannan, Asees Kaur feat Kangana Ranaut, Jassie Gill. The music of the new song is composed by Shankar Ehsaan Loy while lyrics by Javed Akhtar and video is directed by Ashwiny Iyer Tiwari.
Khaali Khaali Dil
Goonje Tere Naam Se
Lage Saare Pal Naakaam Se
Tere Bin Hu Tanha Tanha
Tujhse Kahun Kaise
Wahi Hain Raste
Wohi Hain Ghar
Wahi Jeene Ke Samaan
Tum Thhe To Jaise Zinda The Saare
Tum Bin Lage Bezaan
Har Cheez Mujhse Puchhe
Tum Ho Kahan?
Faansle Kyun Badhe
Dooriyan Jab Nahi
Hai Yakeen Aaj Bhi
Par Sukoon Ab Nahi
Faansle Kyun Badhe
Dooriyan Jab Nahi
Hai Yakeen Aaj Bhi
Par Sukoon Ab Nahi
Wohi Hai Raste
Wohi Hai Ghar
Wahi Jeene Ke Samaan
Dil Par Bhaari Kadmo Se Chalte
Tanhaaiyon Ke Hain Lamhe
Feeke Din Aur Sooni Raate
Soche Tumhari Hi Baate
Subah Ko Laana Shaam Tak
Lagta Nahi Aasaan
Khone Lagi Hai Ab Ye Zindagi
Khushiyon Ki Har Pehchan
Faansle Kyun Badhe
Dooriyan Jab Nahi
Hai Yakeen Aaj Bhi
Par Sukoon Ab Nahi
Faansle Kyun Badhe
Dooriyan Jab Nahi
Hai Yakeen Aaj Bhi
Par Sukoon Ab Nahi
Written by: Javed Akhtar
Singer: Mohan Kannan, Asees Kaur
Music: Shankar Ehsaan Loy
Label: Saregama
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box