Baarish Ki Jaaye Lyrics by B Praak ft Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma

 Baarish Ki Jaaye Lyrics


Baarish Ki Jaaye Lyrics: The song is sung by B Praak, and has music by B Praak while Jaani has written the Baarish Ki Jaaye Lyrics. The music video of the Baarish Ki Jaaye song is directed by Arvindr Khaira, and it features Nawazuddin Siddiqui and Sunanda Sharma.


"BAARISH KI JAAYE" SONG INFO

Written & Lyricist by:

Jaani



Singer & Music

B Praak

Director Arvindr Khaira

Cast Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma

Choreography Rajit Dev

Director Of Photography Anurag Solanki

Music Label - Desi Melodies


BAARISH KI JAAYE LYRICS


Yeh sooraj se bhi keh do

Ke apni aag bujha ke kare

Yeh sooraj se bhi keh do

Ke apni aag bujha ke kare

Agar uss'se baatein karni hai

To phir nazar jhuka ke kare

To phir nazar jhuka ke kare


Taare uske hath mein hone hi chahiyein

Jugnu uske sath mein sone hi chahiyein

Ho khushbuon se uski sifarish ki jaaye

Ho khushbuon se uski sifarish ki jaaye


Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye

Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye


Yeh sooraj se bhi keh do

Ke apni aag bujha ke kare

Agar uss'se baatein hai karni

To nazarein jhuka ke kare


Ho yeh sooraj se bhi keh do

Apni aag bujha ke kare

Agar uss'se baatein karni hai

To nazarein jhuka ke kare


Mohabbat-e-jaani ki

Poori khwahish ki jaaye

Mohabbat-e-jaani ki

Poori khwahish ki jaaye


Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye

Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye


Haaye aashiq hun jaane mein

Kitna waqt lagta hai

Rab ke ghar mein aane mein

Kitna waqt lagta hai


Dekha use to yeh maaloom hua

Ke jannat ko paane mein

Kitna waqt lagta hai


Yeh zamana jaane na

Kya kara sakti hai

Ho yaar mere ki nazrein hai

Dariya dooba sakti hai


Uska bas chale to

Saara dariya pee jaaye

Uska bas chale to

Saara dariya pee jaaye


Ae khuda, ae khuda

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye

Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye


Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye

Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye


Na duniya ke liye likhte

Na mere liye likhte

Na duniya ke liye likhte

Na mere liye likhte

Ghalib zinda hote

To tere liye likhte

Ghalib zinda hote

To tere liye likhte




Post a Comment

0 Comments